SEARCH RESULTS
Showing search results for "halq"
Ghazal MATCHES FOR "halq"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
vaa.iz abas ye zikr-e-azaab-e-shadiid hai
ik tauba qufl-e-rahmat-e-haq kii kaliid hai
Bedam Shah Warsi
Ghazal
qaatil jo tere dil me.n rukaavaT na ho to kyuu.n
ruk ruk ke mere halq pe KHanjar tiraa chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
sohbat-e-bad se bachaane kaa bataayaa sab haal
aaj maane mire ehsaan ba.Dii mushkil se
Riyaz Khairabadi
Ghazal
utre.nge kis ke halq se ye dil-KHaraash ghuu.nT
kis ko payaam duu.n ki mire saath aa ke pii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
tuu ne chaahaa thaa buraa meraa bhalaa hone ko hai
aab-e-KHanjar halq me.n aab-e-baqaa hone ko hai
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
rahne degaa na dam-e-zabh ko.ii halq ko KHushk
mai-kade me.n hame.n itnaa to sahaaraa hogaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
halq se ab to utartaa nahii.n ashko.n kaa namak
ab kisii aur kii gardan pe ye duniyaa rakh de
Nisar Nasik
Ghazal
haasil na puuchh gulshan-e-mash.had kaa bul-havas
yaa.n phal har ik daraKHt kaa halq-e-buriida thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
junuun-e-ishq me.n rahnaa thaa imtiyaaz na kuchh
chakor tauq-e-guluu mah kaa haala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
gale me.n lagtii hai ifraat-e-shauq se phaa.nsii
pa.De na halq me.n phandaa to DagDagaa ke piyuu.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
parde parde me.n bahut mujh pe tire vaar chale
saaf ab halq pe KHanjar chale talvaar chale
Mubarak Azimabadi
Ghazal
hamaare halq se ik ghuu.nT bhii nahii.n utrii
bas ek aur hii duniyaa kii pyaas hai duniyaa
Zulfiqar Aadil
Ghazal
chubh ga.ii halq me.n kaa.nTo.n kii tarah pyaas mirii
dasht sairaab mire aabla-e-paa se hu.aa
Muzaffar Warsi
Ghazal
yaa to har shaKHs mire haath pe bai'at kar le
yaa ko.ii ba.Dh ke mire halq pe KHanjar rakh de
Kazim Jarwali
Ghazal
saaqii firaaq-e-jaanaa.n halq apne kaa hai darbaa.n
utre gale se phir yaa.n qirt-e-sharaab kyuu.n kar