SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-jins"
Ghazal MATCHES FOR "ham-jins"
Ghazal
ham-jins agar mile na ko.ii aasmaan par
behtar hai KHaak Daaliye aisii u.Daan par
Shakeb Jalali
Ghazal
ham-jins ko zaruur hai ham-jins kaa KHayaal
raGbat na ho bashar ko parii-zaad kii taraf
Imdad Imam Asar
Ghazal
ham-jins ke lahuu se khelegaa kaun holii
hairat ki ye chalaa hai dastuur aadmii se
Mubarak Mungeri
Ghazal
kahne ko to baazaar kii ham jins-e-giraa.n hai.n
lekin hame.n kau.Dii pe KHariidaar uThaa le.n
Fakhr Zaman
Ghazal
vo kyo.n KHush na ho.n le ke mujh se miraa dil
ki un kaa to ham-jins hai be-vafaa dil
Abdul Ghafoor Nassakh
Ghazal
nikle hai jins-e-husn kisii kaarvaa.n me.n
ye vo nahii.n mataa.a ki ho har dukaan me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
jii chaahtaa hai jiinaa jazbaat ke mutaabiq
haalaat kar rahe hai.n haalaat ke mutaabiq
Iftikhar Raghib
Ghazal
zamaana detaa hai jis ko vaqaar kii KHushbuu
tavaaf kartii hai us kaa bahaar kii KHushbuu
Qamar Siwani
Ghazal
kahte hai.n ham udhar hai.n sitaaraa hai jis taraf
mai.n jaantaa huu.n un kaa ishaaraa hai jis taraf
Akbar Hameedi
Ghazal
vo jhuuTaa ishq hai jis me.n fuGaa.n ho
vo kachchii aag hai jis me.n dhu.aa.n ho
Zaheer Dehlvi
Ghazal
tujhe talaash hai jis kii guzar gayaa kab kaa
mire vajuud me.n vo shaKHs mar gayaa kab kaa
Sabir Adeeb
Ghazal
marne kii adaa aur hai jiine kii adaa aur
jo chaahuu.n samajhnaa bhii to roke hai anaa aur
M. K. Asar
Ghazal
kamii hai jis kii mujhe ab kamii hii rahne do
na zikr-e-KHair karo bebasii hii rahne do
Hashir Afnan
Ghazal
jannat hai jis kaa naam tiraa rahguzaar hai
teraa KHiraam hai ki nasiim-e-bahaar hai