SEARCH RESULTS
Showing search results for "hama-tan-gosh"
Ghazal MATCHES FOR "hama-tan-gosh"
Ghazal
hama-tan-gosh hai vo shaahid-e-zebaa-e-Gazal
hai sukuut-e-azalii husn-e-taqaazaa-e-Gazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
chup hai.n diivaare.n to kyaa bahrii bhii hai.n
sab hama-tan-gosh hai.n bolo nahii.n
Amar Singh Figar
Ghazal
duniyaa hama-tan-gosh hai, aahista se bolo
kuchh aur qariib aa.o, ko.ii sun na rahaa ho
Hari Chand Akhtar
Ghazal
ruvaa.n-ruvaa.n hama-tan-gosh ho ke suntaa hai
suKHan-suKHan tirii aa.nkhe.n Gazal-Gazal tire ho.nT
Zubair Hamza
Ghazal
hama-tan-gosh zamaana hai abhii mauqa hai
tum ko haasil ye suhuulat hai chalo tum bolo
Nusrat Mehdi
Ghazal
saaz-e-hastii kaa ajab josh nazar aataa hai
ik zamaana hama-tan-gosh nazar aataa hai
Bismil Allahabadi
Ghazal
us ne ik baar pukaaraa thaa hariim-e-dil se
zindagaanii hama-tan-gosh hu.ii jaatii hai
Syed Salman Gilani
Ghazal
kahne sun.ne kaa ajab dono.n taraf josh rahaa
shahr kii baato.n pe sahraa hama-tan-gosh rahaa
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
raat ke aaKHirii taare tujhe nii.nd aane lagii
mere qisse pe mai.n samjhaa hama-tan-gosh hai tuu
Shadab Javed
Ghazal
kaun ye ruuh ko aavaaz diye jaataa hai
hama-tan-gosh huu.n mai.n aur sadaa kuchh bhii nahii.n
Ameer Chand Bahar
Ghazal
gul aate hai.n hastii me.n adam se hama-tan-gosh
bulbul kaa ye naala nahii.n afsaana hai us kaa