SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamd-al-hamd"
Ghazal MATCHES FOR "hamd-al-hamd"
Ghazal
bastii me.n ko.ii KHauf panap saktaa nahii.n hai
al-hamd ki maujuud qabiile me.n hai.n saadaat
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
ma.anii niyaaz ke ik nikle.n hai.n bas-ki is me.n
al-hamd me.n hamaarii iyyaak zindagii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
zindagaanii tirii barbaad nahii.n hotii kabhii
har amal hotaa jo al-hamd kii aayat ke evaz
Aasi Faiqi
Ghazal
lillaah al-hamd vo aaya hai so.em me.n mere
mere maatam me.n vo shaamil to hu.aa tiisre din
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
lillaah al-hamd bar aa.e.ngii muraade.n dil kii
aaj kii raat hai kuchh aur iraada un kaa
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
lillaah al-hamd ki mai.n ranj-faraamosh nahii.n
jo sitam tum ne kiye hai.n vo mujhe yaad hai.n sab
Naseem Dehlvi
Ghazal
lillaah al-hamd kisii tarah mai.n qaasir hii nahii.n
laa.ii mazmuun mirii fikr-e-rasaa ek se ek
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
lillaah al-hamd kiyaa aah ne itnaa to asar
be-talab vo chale aa.e mire ghar aap se aap
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
choT khaataa huu.n muskuraataa huu.n
dard-e-ulfat magar chhupaataa huu.n
Hamid-ul-Ansari Anjum
Ghazal
Pandit Tribhuvannath Zutshi Zar Dehlvi
Ghazal
yuu.n Gam-e-zindagii ne nikhaaraa hame.n
ham KHazaf se dur-e-be-bahaa ho ga.e
Hamid-ul-Ansari Anjum
Ghazal
Waqar Bijnori
Ghazal
dayaar-e-ishq me.n aise bhii hai.n maqaam bahut
jahaa.n junuun kaa hotaa hai ehtiraam bahut