SEARCH RESULTS
Showing search results for "hariif-e-tarab"
Ghazal MATCHES FOR "hariif-e-tarab"
Ghazal
hariif-e-amn-o-amaa.n kaa yahii hai mansuuba
ki fard fard ko rakh de yahaa.n judaa karke
Tarab Siddiqi
Ghazal
kyaa miTaa.egaa ko.ii saf.ha-e-hastii se hame.n
ham zamaane me.n nahii.n harf-e-mukarrar kii tarah
Tarab Siddiqi
Ghazal
'tarab' jaada-paimaa-e-ulfat jahaa.n me.n
kahaa.n raah ke pech-o-KHam dekhte hai.n
Tarab Siddiqi
Ghazal
kitnii hii labrez ho husn-e-ma.aanii se 'tarab'
un ke andaaz-e-taKHaatub ko tavaalat khaa ga.ii
Tarab Siddiqi
Ghazal
'tarab' saahab kahaa.n bazm-e-suKHan me.n
Gazal kahnaa tumhe.n bhii aa gayaa kyaa
Tarab Siddiqi
Ghazal
Tarab Siddiqi
Ghazal
ye eqtidaar ke bhuuko.n se puuchhnaa hai 'tarab'
tumhaare dam se vatan zer-e-baar hai ki nahii.n
Tarab Siddiqi
Ghazal
Gurbat ne kii hai is tarah taz.iin-e-zindagii
lagte hai.n shaahkaar har ik pairahan me.n ham
Tarab Siddiqi
Ghazal
kaliim-e-tuur ne dekhaa thaa ai 'tarab' jis ko
usii hasii.n kaa zamaana shikaar hai shaayad
Ishrat Jahan Tarab
Ghazal
Ishrat Jahan Tarab
Ghazal
Ishrat Jahan Tarab
Ghazal
bahaar-e-aalam-e-faanii se dil lagaa ke 'tarab'
mataa.a-e-jalva-e-husn-e-nigaar kho baiThii
Ishrat Jahan Tarab
Ghazal
ik rishta ehtiyaaj kaa sau ruup me.n milaa
so ham bhii ab ba-tarz-e-talab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
kis ko ma.aluum hai.n is daur me.n aadaab-e-nazar
kaun ab marhal-e-tark-e-talab puuchhegaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
bazm-e-tarab bisaat-e-masarrat fareb hai.n
mai.n aish-e-musta.aar kaa qaa.el nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
yuu.n to chehre pe sajaa rakkhii hai ik bazm-e-tarab
kitne maqtal hai.n mire siine ke andar dekho