SEARCH RESULTS
Showing search results for "hazal"
Ghazal MATCHES FOR "hazal"
Ghazal
fazaa ik haal pe Thahrii rahe ye naa-mumkin
nahii.n hai KHud pe yahaa.n iKHtiyaar kaa aalam
Abdus Samad Aasi
Ghazal
tuu qaafiyo.n kii devii hai matruuk bahr me.n
mujh par Gazal nahii.n to hazal kuchh to bol jaa
Bilal Sabir
Ghazal
hai.n aur bhii duniyaa me.n hazal-go bahut achchhe
kahte hai.n ki hai 'raaz' kaa andaaz-e-bayaa.n aur
T N Raaz
Ghazal
samajh me.n aaj aa.ii daad dene ghar pe aa.e the
ik arsa ho gayaa un ko sunaa.ii thii hazal ham ne
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
us ko na paa sake the jab dil kaa 'ajiib haal thaa
ab jo palaT ke dekhiye baat thii kuchh muhaal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
kabhii ye haal ki dono.n me.n yak-dilii thii bahut
kabhii ye marhala jaise ki aashnaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
mat puuchh ki kyaa haal hai meraa tire piichhe
tuu dekh ki kyaa rang hai teraa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki yak-jaa.n hu.e na duur rahe
hazaar ek hii qaalib me.n Dhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tumhaarii yaad me.n jiine kii aarzuu hai abhii
kuchh apnaa haal sambhaaluu.n agar ijaazat ho