SEARCH RESULTS
Showing search results for "hazm"
Ghazal MATCHES FOR "hazm"
Ghazal
Havi Momin Abadi
Ghazal
ham muqallid hai.n tire hai hame.n marGuub jamaal
aur vo log samajhte hai.n ki ham bhaTke hai.n
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
ba-ma.a shu.uur-o-iraada-o-justujuu-o-KHiraam
tire nisaab me.n 'naqqaash' baab-e-hazm bhii ho
Naqqash Ali Balooch
Ghazal
ye bandagaan-e-KHaas kaa hii sirf vasf thaa
ho 'ilm jin ko hazm vo siine nahii.n rahe
Shamsa Najm
Ghazal
ham siyah-baKHt sahii phir bhii hamii.n ne ai dost
kiye taKHliiq a.ndhero.n se ujaale kitne
Ateeq Ahmad Ateeq
Ghazal
'aduu kii baat abhii hazm ho nahii.n paa.ii
tire rafiiq bhii mahfil me.n aa ga.e hai.n dost
Niyaz Ahmad Aatir
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa