SEARCH RESULTS
Showing search results for "hech"
Ghazal MATCHES FOR "hech"
Ghazal
KHudii me.n Duubte hai.n phir ubhar bhii aate hai.n
magar ye hausla-e-mard-e-hech-kaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
vo be-niyaaz sahii dil mataa-e-hech sahii
magar kisii kii javaanii machal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
us kii to dil-aazaarii be-hech hii thii yaaro
kuchh tum ko hamaarii bhii taqsiir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
bajaa kahte aa.e hai.n hech us ko shaa.ir
kamar kaa ko.ii ham se mazmuu.n na niklaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ab to nazar me.n daulat-e-kaunain hech hai
jab tujh ko paa liyaa dil-e-ummiid-vaar ne
Bedam Shah Warsi
Ghazal
hech hotii hai nigaaho.n me.n mataa-e-kaunain
mere dilbar kii nazar jab bhii idhar hotii hai
Fana bulandshahri
Ghazal
hech ham samjhe do aalam ko to hairat kyaa hai
rutbe ushshaaq ke is se bhii sivaa hote hai.n
Hasrat Mohani
Ghazal
be-hech us kaa Gussa yaaro balaa-e-jaa.n hai
hargiz manaa na ham se bahteraa hii manaayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
taazgii daaG kii har shaam ko be-hech nahii.n
aah kyaa jaane diyaa kis kaa bujhaayaa ham ne
Meer Taqi Meer
Ghazal
firaaq me.n tire aashiq ko jaa ke kal dekhaa
ki vo to hech thaa kuchh ashk the kuchh aa.he.n thii.n
Ameer Minai
Ghazal
hech mirii nigaah me.n daulat-e-kaa.enaat hai
kyuu.nki azal ke din se huu.n banda-e-be-niyaaz mai.n
Shahzadi Kulsum
Ghazal
yaa.n terii kamar hii jab na dekhe.n
phir hech hai zindagii hamaarii
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n hech huu.n magar mujhe itnaa subuk na kar
mai.n aur nashaat-e-ziist kaa armaa.n tire baGair