SEARCH RESULTS
Showing search results for "hi-hello"
Ghazal MATCHES FOR "hi-hello"
Ghazal
hello kii hi kii tahziib hai bulandii par
KHuluus-o-mehr kaa girtaa graph apnii jagah
Farooq Argali
Ghazal
ishq kaa marhala mere liye dushvaar nahii.n
mere qisse me.n shahanshaah kaa kirdaar nahii.n
Kashif Shakeel
Ghazal
zabaan-e-vaqt pe hai jis kaa lahja-e-aavaaz
vo shaKHs hii to hai hero mirii kahaanii kaa
Prem Narayan Saxena Raz
Ghazal
battii bujhaa ke hero heroine lipaT ga.e
qissa bahut hii phir to mazedaar ho gayaa
Mohammad Alvi
Ghazal
Salman Saeed
Ghazal
villain ko film me.n hero to maar detaa hai
haqiiqato.n me.n villain sar utaar detaa hai
Iliyas Chishti
Ghazal
zehn ubhaar detaa hai naqsh haal-o-maazii ke
in dino.n tabii'at kuchh yuu.n bahaltii rahtii hai
Ejaz Siddiqi
Ghazal
haa.il hai jo azal se mire haal-o-qaal me.n
vo bhii ayaa.n nifaaq hu.aa hai kabhii kabhii
Rahat Hasan
Ghazal
ye bhii ik shart hai takmiil-e-hikaayat ke liye
haal-o-mustaqbil-o-maazii ko milaa kar dekhe.n
Raza Jaunpuri
Ghazal
qismat ne mujh ko zero se hero banaa diyaa
huu.n aaj bhii mai.n vaisaa hii badlaa nahii.n huu.n mai.n
Shahzad Anwar
Ghazal
jis ko dekho ehtisaab-e-ziist se Gaafil hai aaj
ranj-e-maazii hai na fikr-e-haal-o-mustaqbil hai aaj
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
jis ko dekho ehtisaab-e-ziist se Gaafil hai aaj
ranj-e-maazii hai na fikr-e-haal-o-mustaqbil hai aaj
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
giraft panja-e-fanaa me.n KHasta-haal-o-KHuu.n-chakaa.n
hayaat-e-musta.aar hai zamii.n se aasmaan tak
Raghib Muradabadi
Ghazal
Gorbachan Singh Dayal Maghmum
Ghazal
kyuu.n fikr haal-o-maazii kii kartaa hai roz-o-shab
sab us ko iKHtiyaar hai be-iKHtiyaar tuu