SEARCH RESULTS
Showing search results for "hiluu.n"
Ghazal MATCHES FOR "hiluu.n"
Ghazal
ye na ho gar mai.n hiluu.n to girne lage buraada
dukho.n kii diimak badan kii lak.Dii nigal ga.ii ho
Umair Najmi
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Tuk ho.nT hilaa.uu.n to ye kahtaa hai na bak be
aur paas jo baiThuu.n to sunaataa hai sarak be
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Gazab aayaa hile.n gar us kii mizhgaa.n
saf-e-ushshaaq hai barham abhii se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mab.huut ho gayaa huu.n tirii ik jhalak se mai.n
lab kis tarah hilaa.uu.n tujhe dekhne ke baad
Dr. Rahi
Ghazal
qaa.em puraane hiilo.n bahaano.n pe aaj bhii
samjhe the is kaa tarz bahaana badal gayaa
Ahmad Adil
Ghazal
kafan me.n paa.nv hile.n pairahan me.n laash chale
hamaaraa ahd na jiine kaa hai na marne kaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ham ne sochaa tirii aa.nkhe.n to uThe.n lab to hile.n
is liye ham tirii mahfil se chale aa.e hai.n
Parveen Fana Syed
Ghazal
vo ho.nT chup ho.n to aa.nkho.n me.n phuul se jhamke.n
hile.n to saarii fazaa-e-suKHan gulaabii ho
Safdar Meer
Ghazal
saa.ns thaame muntazir huu.n kam suKHan ke lab hile.n
KHatm ho ye silsila KHaamosh ik tamhiid kaa
Ishrat moin Seemaa
Ghazal
jo bosa vasl me.n maa.ngo.n to de.n sazaa mujh ko
jo lab hilaa.uu.n to vo kaaT le.n zabaa.n merii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
tujh se ab izn-e-takallum bhii agar mil jaa.e
lab hile.n yaa na hile.n aa.nkh ho tar apnaa kyaa
Farooq Nazki
Ghazal
tishnagii mujh ko bulaatii hai 'ajab hiilo.n se
pahle sahraa kii taraf jaa.uu.n ki dariyaa dekhuu.n