SEARCH RESULTS
Showing search results for "hindustan hamara"
Ghazal MATCHES FOR "hindustan hamara"
Ghazal
taksiiriyat kaa haamil jamhuuriyat kaa haamil
azmat-nishaa.n saraasar hindostaa.n hamaaraa
Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri
Ghazal
har mulk is ke aage jhuktaa hai ehtiraaman
har mulk kaa hai father hindostaa.n hamaaraa
Shauq Bahraichi
Ghazal
hamaare par hai.n shikasta u.Daan baaqii hai
nayaa hai azm-e-safar aan-baan baaqii hai
Mayank Akbarabadi
Ghazal
ek gu.Diyaa kii ka.ii kaTh-putliyo.n me.n jaan hai
aaj shaa.ir ye tamaasha dekh kar hairaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
zabaan vaalo.n se ik be-zabaan puuchhtaa hai
makii.n kahaa.n ga.e KHaalii makaan puuchhtaa hai
Nawaz Deobandi
Ghazal
usii ke haath me.n saaraa jahaa.n hai
zamii.n jis kii hai jis kaa aasmaa.n hai
Nanak Singh Nashtar
Ghazal
ajiib rog lagaayaa hai jaan ke piichhe
pa.Daa hu.aa huu.n usii bad-gumaan ke piichhe
Suhail Farooqi
Ghazal
nayaa samaa.n hai nayaa ik jahaa.n hai aur ham hai.n
na.ii zamiin nayaa aasmaa.n hai aur ham hai.n
Bismil Saeedi
Ghazal
allaah ke bhii ghar se hai kuu-e-butaa.n aziiz
ka.abe se bhii ziyaada hai hindostaa.n aziiz
Rind Lakhnavi
Ghazal
vo baat baat me.n aise nishaan chho.D gayaa
sulagte dil ko chitaa ke samaan chho.D gayaa
Khwaja Saeeduddin Nawab
Ghazal
taa'ziim aartii kii hai aadar azaa.n kaa hai
duniyaa me.n ye kamaal to hindostaa.n kaa hai
Arshad Rasool Badayuni
Ghazal
kyaa ta.ng ham sitam-zadagaa.n kaa jahaan hai
jis me.n ki ek baiza-e-mor aasmaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ko.ii daraKHt ko.ii saa.ebaa.n rahe na rahe
buzurg zinda rahe.n aasmaa.n rahe na rahe
Raees Ansari
Ghazal
Saib Asmi
Ghazal
hamaaraa KHuun hai shaamil vatan kii miTTii me.n
hamaare dam se hii hindostaan zinda hai
Sayyad Safdar Raza Khandvi
Ghazal
hijrat kii baat aa.e bhii kaise gumaan me.n
ajdaad mere dafn hai.n hindostaan me.n