SEARCH RESULTS
Showing search results for "ho.nth"
Ghazal MATCHES FOR "ho.nth"
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
dil se ta.Dap judaa na kar saaz ko be-sadaa na kar
dard jo ho fuGaa.n talab ho.nTh hilaa ke bhuul jaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
gulaabii ho.nTh ye qashqa tumhaaraa
mujhe bhaane lagaa chehra tumhaaraa
Raghunandan Sharma Danish
Ghazal
duur se dekh vo lab kaaTte hai.n apne ho.nTh
hai abhii paas-e-adab ho.nTh hilaa sakte nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
kis se haq talab kiije bevafaa zamaane me.n
ho.nTh suukh jaate hai.n haal-e-dil sunaane me.n
Charan Singh Bashar
Ghazal
daa.nto.n se jabki us gul-e-tar ke dabaa.e ho.nTh
bolaa ki saahab apne se samjho paraa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
kyaa Gazab hai ki tiraa ho.nTh na chuuse 'maa.il'
aur ho tere labo.n tak guzar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
sitam bhii ho to sitam me.n vo lutf pinhaa.n ho
ki naala aa ke mire ho.nTh par ha.nsii ho jaa.e
Riyaz Khairabadi
Ghazal
na.ii sadaa ho na.e ho.nTh ho.n nayaa lahja
na.ii zabaa.n se kahuu.n gar kahuu.n fasaana-e-ishq