SEARCH RESULTS
Showing search results for "huquuq-ul-ibaad"
Ghazal MATCHES FOR "huquuq-ul-ibaad"
Ghazal
rakhiye bahut KHayaal huquuq-ul-ibaad kaa
denaa pa.Degaa haq vahaa.n sab kaa hisaab se
Shayan Quraishi
Ghazal
sahal hai sajda huquuq-ul-ibaad mushkil-tar
isii liye to mai.n aabid nahii.n ibaadii huu.n
Shakeel Shah
Ghazal
samajh ke is ko huquuq-ul-ibaad zinda huu.n
mirii galii me.n pa.Dosii kaa naab-daan to hai
Ameer Hamza Aazmi
Ghazal
ye dosto.n kii navaazish hai ai 'asad' varna
KHutuut aa.e hai.n is tarah be-shumaar kise
Asad Rizvi
Ghazal
Sohail Azad
Ghazal
ye to samjhe aaj 'aazaad' ek kaamil fard hai
ye na samjhe ek naaqis kis tarah kaamil banaa
Azad Ansari
Ghazal
hamii.n hai.n piir-e-muGaa.n kaafiro.n ke ai 'aabid'
hamii.n ko daavaa-e-iimaa.n hai dekhiye kyaa ho
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
ajiib tarz-e-rihaa.ish hai ai 'asad' us kii
bahut dino.n se mire saath hai magar tanhaa
Asad Rizvi
Ghazal
ajiib shart thii us kii bhii ai 'asad'-rizvii
havaa thii tez bahut aur diye jalaane the
Asad Rizvi
Ghazal
mai.n apne aap me.n khoyaa hu.aa thaa ai 'aabid'
kahaa.n-kahaa.n vo magar Dhuu.nDhtaa phiraa mujh ko