SEARCH RESULTS
Showing search results for "ifriit"
Ghazal MATCHES FOR "ifriit"
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
na machaa shor uma.nDte hu.e dariyaa mere
varna ifriit samundar ke ye khaa le.nge tujhe
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Unknown
Ghazal
Khayal Amrohvi
Ghazal
KHauf ke ifriit ne hamla kiyaa to har taraf
chhaa gayaa gahraa a.ndheraa raushnii ke shahr me.n
Samee Ahmad Samar
Ghazal
aqab me.n haadisa-e-sub.h-o-shaam ke ifriit
jilau me.n gardish-e-ayyaam ke naqiib chale
Rais Amrohvi
Ghazal
ifriit-KHaana saa hu.aa juz ghar tire parii
rahtaa hai Dar saa ab dar-o-diivaar dekh kar
Havi Momin Abadi
Ghazal
ek ifriit ki sho.alo.n ko nigal saktii hai
band hai nyaam me.n talvaar nikal saktii hai
Lateef Saani
Ghazal
hazaar ranj-o-masaa.ib the aur mai.n tanhaa
Gam-o-alam ke ye ifriit khaa ga.e mujh ko
Jamal Naqvi
Ghazal
zinda hai bhuuk aaj bhii ifriit kii tarah
tiir-o-tafa.ng-o-lashkar-o-KHanjar tamaam-shud
Zakir Khan Zakir
Ghazal
haalaat ke paale hu.e ifriit ke haatho.n
siine me.n kabhii saa.ns kabhii dil nahii.n Thahraa
Shafiq Saleemi
Ghazal
har mo.D pe baiThe hai.n ifriit dahan khole
ye kaun sii manzil hai ye kaun se raste hai.n
Rifat Al-Husaini
Ghazal
Mohammad Yaqoob Aamir
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
pake hu.e siine se ristaa kaalaa zahr
ye ifriit to kachchii javaanii khaa jaa.egaa
Arsalan Rathor
Ghazal
raat ke ifriit ne shab-KHuun maaraa be-tarah
kaarvaan-e-sub.h zanjiir-e-du.aa me.n qaid thaa
Shaheen Badr
Ghazal
jamhuurii hukuumat jise samjhe the parii ham
ifriit kii suurat hai jidhar dekh rahe hai.n
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
raat ko aa.e.nge ifriit mujassam ban kar
ye ujaale me.n jo diivaar pe saa.e hai.n abhii