SEARCH RESULTS
Showing search results for "iishvar"
Ghazal MATCHES FOR "iishvar"
Ghazal
ko.ii ishvar kahe us ko ki KHudaa ko.ii kahe
vo musalmaa.n kii tarah hai na vo hinduu kii tarah
Krishn Bihari Noor
Ghazal
kaash dashrath bhii zinda hote aaj
thaa na iishvar ko ye magar manzuur
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
patthar taraash kar ke to ishvar banaa diyaa
apne hii shaahkaar se kyuu.n Dar gayaa huu.n mai.n
Nawab Shahabadi
Ghazal
suura-e-iKHlaas kii tasviir hai gar iishvar
meraa bhii iiqaan hai phir aap ke maa'buud par
Jabbar Wasif
Ghazal
tumhaare husn se ham har bashar ko dekhte hai.n
tumhaare husn se ham iishvar ko dekhte hai.n
Safwat Ali Safwat
Ghazal
har praanii hai iishvar hii kaa ruup-anuup
samjho to saaraa sansaar ik mandar hai
Krishna Mohan
Ghazal
yaad karte hai.n iishvar ko chaaro.n pahar
Dho.ng karte nahii.n bandagii ke liye
Manik Vishwakarma Navrang
Ghazal
Seema Vijayvargeeya
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
aahaT sii ko.ii aa.e to lagtaa hai ki tum ho
saaya ko.ii lahraa.e to lagtaa hai ki tum ho