SEARCH RESULTS
Showing search results for "ijaare"
Ghazal MATCHES FOR "ijaare"
Ghazal
ashk-uftaada nazar aate hai.n saare dariyaa
sail-e-girya ne ye nazro.n se utaare dariyaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
kyaa karuu.ngaa mai.n bhalaa baaG ijaare le kar
aashiyaano.n ko hai.n ik musht-e-KHas-o-KHaar bahut
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
bulbul vo huu.n ki fasl ke pahle hii baaGbaa.n
letaa hai baaG jis kaa ijaare alag-thalag
Shad Lakhnavi
Ghazal
ik khel hai aura.ng-e-sulaimaa.n mire nazdiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
taa ki tujh par khule ejaaz-e-havaa-e-saiqal
dekh barsaat me.n sabz aa.ine kaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kaash sandal se mirii maa.ng ujaale aa kar
itne Gairo.n me.n vahii haath jo apnaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
lazzat-e-iijaad-e-naaz afsuun-e-arz-e-zauq-e-qatl
na.al aatish me.n hai teG-e-yaar se naKHchiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tevar tire ai rashk-e-qamar dekh rahe hai.n
ham shaam se aasaar-e-sahar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
jannat me.n bhii 'momin' na milaa haa.e buto.n se
jaur-e-ajal-e-tafraqa-pardaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
'qamar' mai.n huu.n muKHtaar tanziim-e-shab kaa
hai.n mere hii bas me.n a.ndhere ujaale
Qamar Jalalvi
Ghazal
dete hai.n ujaale mire sajdo.n kii gavaahii
mai.n chhup ke a.ndhere me.n ibaadat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
na thaa mai.n mo'taqid e.ajaaz-e-mai kaa
ba.Dii mushkil se manvaayaa gayaa huu.n
Shad Azimabadi
Ghazal
ab zamii.n par ko.ii gautam na mohammad na masiih
aasmaano.n se na.e log utaare jaa.e.n