SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilhaan"
Ghazal MATCHES FOR "ilhaan"
Ghazal
taariif tire qad kii alif-vaar siriijan
jaa sarv-e-gulistaa.n kuu.n KHush-alhaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
lazzat-e-naGma kahaa.n murG-e-KHush-alhaa.n ke liye
aah us baaG me.n kartaa hai nafas kotaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
dekh mahruumii kii barakat zinda huu.n
mai.n tire Gam kii badaulat zinda huu.n
Priyamvada Ilhan
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
ho qaid-e-tafakkur se kab aazaad suKHan-var
manzuur qafas murG-e-KHush-alhaa.n ke liye hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
baaG sunsaan na kar in ko paka.D kar sayyaad
ba.ad muddat hu.e hai.n murG-e-KHush-ilhaa.n paidaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
'ishq kaa markaz hai jo us la.Dke ko laa.e ko.ii
kab talak paagal phiregii la.Dkii batlaa.e ko.ii
Priyamvada Ilhan
Ghazal
tum kabhii merii tarah barbaad ho kar dekhnaa
mai.n ne jo ik umr dekhaa us ko pal bhar dekhnaa
Priyamvada Ilhan
Ghazal
'ishq me.n sunte to the lutf-e-javaanii aur hai
jo magar guzrii hai ham par vo kahaanii aur hai
Priyamvada Ilhan
Ghazal
maa.ngte hai.n maut jo vo maut jaane bhii nahii.n
maut aane se faqat jaatii hai.n jaane.n hii nahii.n
Priyamvada Ilhan
Ghazal
dil hii dil me.n aarzuu jis kii kiyaa karte the ham
mashvare bhii 'ishq ke us ko diyaa karte the ham
Priyamvada Ilhan
Ghazal
KHvaab chaahe KHvaab hii ho dil lagaane de mujhe
is haqiiqat se kabhii to jaa.n chhu.Daane de mujhe
Priyamvada Ilhan
Ghazal
dil lagaane ham chale the dil ke sau Tuk.De hu.e
kyaa kahe.n ik ishq me.n kaar-e-junuu.n kitne hu.e
Priyamvada Ilhan
Ghazal
hasrato.n kaa silsila hai zindagii bhar ke liye
ishq kyaa hai mas.ala hai zindagii bhar ke liye
Priyamvada Ilhan
Ghazal
naGme na sunaa.e kabhii ahbaab-e-qafas ko
gulzaar ke murGaan-e-KHush-alhaa.n se gilaa hai
Imdad Ali Bahr
Ghazal
hazaar murG-e-KHush-ilhaa.n chahakte hai.n harsuu
beh-az-chaman hu.aa ab to tiraa makaan sayyaad
Rind Lakhnavi
Ghazal
har murG-e-KHush-alhaa.n ab parvaaz pe maa.il hai
gulshan me.n na rah jaa.e sayyaad kahii.n tanhaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
apnii sadaa sunaa ke har ik yaa.n se chal basaa
gulshan me.n ko.ii murG-e-KHush-ilhaa.n nahii.n rahaa