SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilhaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ilhaan"
Ghazal
taariif tire qad kii alif-vaar siriijan
jaa sarv-e-gulistaa.n kuu.n KHush-alhaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Sher
kiije iz.haar-e-mohabbat chaahe jo anjaam ho
zindagii me.n zindagii jaisaa ko.ii to kaam ho
Priyamvada Ilhan
Sher
Priyamvada Ilhan
PAGE MATCHES FOR "ilhaan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ilhaan"
Sher
fikr terii Thiik par merii anaa kaa bhii to soch
duur se bas dekh le zaKHmo.n ko mere chhuu nahii.n
Priyamvada Ilhan
Ghazal
dekh mahruumii kii barakat zinda huu.n
mai.n tire Gam kii badaulat zinda huu.n
Priyamvada Ilhan
Ghazal
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
ho qaid-e-tafakkur se kab aazaad suKHan-var
manzuur qafas murG-e-KHush-ilhaa.n ke liye hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
zaraa sii baat nahii.n hai kisii kaa ho jaanaa
ki umr lagtii hai but ko KHudaa banaane me.n
Priyamvada Ilhan
Ghazal
tum kabhii merii tarah barbaad ho kar dekhnaa
mai.n ne jo ik umr dekhaa us ko pal bhar dekhnaa
Priyamvada Ilhan
Ghazal
'ishq kaa markaz hai jo us la.Dke ko laa.e ko.ii
kab talak paagal phiregii la.Dkii batlaa.e ko.ii
Priyamvada Ilhan
Ghazal
baaG sunsaan na kar in ko paka.D kar sayyaad
ba.ad muddat hu.e hai.n murG-e-KHush-ilhaa.n paidaa
Haidar Ali Aatish
Sher
KHud-kushii ik aaKHirii koshish hai zinda rahne kii
KHud-kushii karne ko ik parvaah bhii to chaahiye
Priyamvada Ilhan
Ghazal
'ishq me.n sunte to the lutf-e-javaanii aur hai
jo magar guzrii hai ham par vo kahaanii aur hai












