SEARCH RESULTS
Showing search results for "imsaak"
Ghazal MATCHES FOR "imsaak"
Ghazal
sohbat se is jahaa.n kii ko.ii KHalaas hogaa
is faahisha pe sab ko imsaak ho gayaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo rang hai imsaal gulistaa.n kii fazaa kaa
ojhal hu.ii diivaar-e-qafas hadd-e-nazar se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ik bhuulii hu.ii baat hai ik TuuTaa hu.aa KHvaab
ham ahl-e-mohabbat ko ye imlaak bahut hai
Jamal Ehsani
Ghazal
ham se kar be-sar-o-saamaanii-e-hijrat pe savaal
us se mat puuchh jo imlaak badal kar aayaa
Jamal Ehsani
Ghazal
'dauraa.n' sunaa hai suurat-e-gesuu-e-ambarii.n
imsaal phir chaman me.n mahakne lagii hai shaam
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
rakhaa hai qadam jis ne siyaasat ke safar par
vo shaKHs 'zafar' saahab-e-imlaak hu.aa hai
Zafar Iqbal Zafar
Ghazal
tamaam gumbad-o-miinaar-o-mimbar-o-mehraab
faqiih-e-shahr kii imlaak ke sivaa kyaa hai
Himayat Ali Shayar
Ghazal
kar rahe the apnaa qabza Gair kii imlaak par
Gaur se dekhaa to ham bhii saKHt be-iimaan the
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jo kuchh hai mire paas vo meraa nahii.n shaayad
jo mai.n ne ga.nvaa dii mirii imlaak vahii hai
Saleem Kausar
Ghazal
karegaa kyuu.n na mire baad hasrato.n kaa shumaar
tiraa bhii hissa in imlaak se nikaltaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
libaas dekh ke itnaa hame.n Gariib na jaan
hamaaraa Gam tirii imlaak se ziyaada hai
Azeem Haider Syed
Ghazal
imsaal fasl-e-gul me.n vo phir chaak ho ga.e
agle baras ke the jo garebaa.n siye hu.e