SEARCH RESULTS
Showing search results for "irti.aashe"
Ghazal MATCHES FOR "irti.aashe"
Ghazal
ba-vaqt-e-vasl ko.ii baat bhii na kii ham ne
zabaa.n thii suukhii hu.ii ho.nT irti.aashe hu.e
Amir Ameer
Ghazal
rahmat nazar bachaa ke nikalne ko thii magar
vo irti.aash-e-dast-e-du.aa yaad aa gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
jise bhii dekhe.n vo aaraa.ish-e-talab me.n hai
mataa'-e-be-talabii kis hunar se aatii hai
Sarmad Sahbai
Ghazal
Syed Mubarak Shah
Ghazal
phir un labo.n pe aaj hai ik irti'aash-e-husn
mere vufuur-e-shauq kaa naqsha kahe.n jise
Jaleel Qidwai
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
bach nikalte hai.n agar aatish-e-sayyaal se ham
shola-e-aariz-e-gulfaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
hamaare siine me.n jo rah ga.ii thii aatish-e-hijr
shab-e-visaal bhii us ko na ham-kanaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
un aa.ngano.n me.n kitnaa sukuun o suruur thaa
aaraa.ish-e-nazar tirii parvaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
haatho.n se intiqaam liyaa irti.aash ne
daamaan-e-yaar se ko.ii nisbat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
suruud-e-aatish-e-zarriin-e-sahn-e-KHaamoshii
vo daaG hai jise har shab jalaane lagte ho
Jaun Eliya
Ghazal
raushan jamaal-e-yaar se hai anjuman tamaam
dahkaa hu.aa hai aatish-e-gul se chaman tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
mehv-e-aaraa.ish-e-ruKH hai vo qayaamat sar-e-baam
aa.nkh agar aa.iina hotii to nazaaraa karte