SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishaara"
Ghazal MATCHES FOR "ishaara"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ek chingaarii nazar aa.ii thii bastii me.n use
vo alag haT gayaa aa.ndhii ko ishaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
Gamza nahii.n hotaa ki ishaaraa nahii.n hotaa
aa.nkh un se jo miltii hai to kyaa kyaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
baadbaa.n khulne se pahle kaa ishaara dekhnaa
mai.n samundar dekhtii huu.n tum kinaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kaun rakhtaa hai a.ndhere me.n diyaa aa.nkh me.n KHvaab
terii jaanib hii tire log ishaaraa karte
Obaidullah Aleem
Ghazal
zaKHm aa.nkho.n ke bhii sahte the kabhii dil vaale
ab to abruu kaa ishaaraa nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
mausam kaa ishaara hai KHush rahne do bachcho.n ko
ma.asuum mohabbat hai phuulo.n kii KHataa.o.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
ufuq to kyaa hai dar-e-kahkashaa.n bhii chhuu aa.e.n
musaafiro.n ko agar chaa.nd kaa ishaaraa ho
Parveen Shakir
Ghazal
us tak aavaaz pahu.nchnii bhii ba.Dii mushkil hai
aur na dekhe to ishaara bhii nahii.n ho saktaa
Saleem Kausar
Ghazal
kis ko fursat thii zamaane ke sitam sahne kii
gar na us shoKH kii aa.nkho.n kaa ishaaraa hotaa