SEARCH RESULTS
Showing search results for "israafiil"
Ghazal MATCHES FOR "israafiil"
Ghazal
KHudii ho ilm se mohkam to Gairat-e-jibriil
agar ho ishq se mohkam to suur-e-israafiil
Allama Iqbal
Ghazal
huzuur-e-haq me.n israafiil ne merii shikaayat kii
ye banda vaqt se pahle qayaamat kar na de barpaa
Allama Iqbal
Ghazal
karuu.n fariyaad ro ro yaar ko jab yaad kar 'aajiz'
dam israafiil kaa lohuu ho baa.ng-e-suur se Tapke
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
tuu ne go ko.ii kasar chho.Dii nahii.n rabb-e-kariim
kaam ye karnaa pa.Degaa phir bhii israafiil ko
Shuja Khaavar
Ghazal
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Ghazal
shaa.irii kaa saaz hai vo saaz ho jis saaz me.n
naGma-e-ruuh-ul-amii.n se baa.ng-e-israafiil tak
Ashk Amritsari
Ghazal
mai.n ki KHvaab-e-naaz me.n aasuuda shab hone ko thaa
suur-e-israafiil kii aisii sadaa aa.ii ki bas
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
Khalid Basheer Ahmed
Ghazal
isii ne mujh se kahaa Gairat-e-suKHan ko na bech
ki KHuun-e-dil ke sharaf ko na ashrafii se badal
Ahmad Faraz
Ghazal
ashraf-ul-maKHluuq kahte hai.n usii majbuur ko
jis kaa ko.ii kaam be-dast-e-du.aa hotaa nahii.n
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
israaf ne arbaab-e-tamavvul ko Duboyaa
aalim ko tafaaKHur ne to zaahid ko riyaa ne
Ismail Merathi
Ghazal
ashraf-ul-KHalq hai laqab us kaa
pahle insaa.n bano KHudaa na bano
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Ateeq Ahmad Jazib
Ghazal
Basheer Ahmad Shad
Ghazal
KHamyaaza hai is aadat-e-israaf kaa aur bas
jo be-sar-o-saamaanii hai saamaan se aage
Ejaz Gul
Ghazal
ham-ra.ng kii hai duun nikal ashrafii ke saath
paataa hai aa ke ra.ng-e-talaa.ii yahaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ab mujhe apnaa banaane ke liye mat aanaa
phir ko.ii KHvaab dikhaane ke liye mat aanaa