SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaadu"
Ghazal MATCHES FOR "jaadu"
Ghazal
us kii aa.nkho.n ne KHudaa jaane kiyaa kyaa jaaduu
ki tabii.at mirii maa.il kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
duniyaa jise kahte hai.n jaaduu kaa khilaunaa hai
mil jaa.e to miTTii hai kho jaa.e to sonaa hai
Nida Fazli
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
'kaif' bataa kyaa terii Gazal me.n jaaduu hai
bachcha bachcha teraa divaanaa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
dekho to chashm-e-yaar kii jaaduu-nigaahiyaa.n
behosh ik nazar me.n hu.ii anjuman tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
muddato.n baa'd chalaa un pe hamaaraa jaaduu
muddato.n baa'd hame.n baat banaanii aa.ii
Iqbal Ashhar
Ghazal
us kii baate.n ki gul-o-laala pe shabnam barse
sab ko apnaane kaa us shoKH ko jaaduu aa.e
Bashir Badr
Ghazal
terii aavaaz kaa jaaduu na chalegaa un par
jaagne vaalo.n ko 'shahzaad' jagaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
pathraayaa hai dil yuu.n ki ko.ii ism pa.Dhaa jaa.e
ye shahr nikaltaa nahii.n jaaduu ke asar se
Parveen Shakir
Ghazal
harf se taasiir lafzo.n se ma.anii le gayaa
jaate jaate vo mirii jaaduu-bayaanii le gayaa
Jahangeer nayab
Ghazal
siyaah zulf ghaTaa jaal jaaduu jang jalaal
fusuu.n shabaab shikaaran sharaab raat ghanii
Shahzad Qais
Ghazal
ishq nashsha hai na jaaduu jo utar bhii jaa.e
ye to ik sail-e-balaa hai so guzar bhii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ro rahaa thaa muqaddar kii saKHt raaho.n me.n
u.Daa ke le ga.e jaaduu tirii nazar ke mujhe