SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaadu"
Nazm MATCHES FOR "jaadu"
Nazm
shikwa
ishq kaa dil bhii vahii husn kaa jaaduu bhii vahii
ummat-e-ahmad-e-mursil bhii vahii tuu bhii vahii
Allama Iqbal
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
hai.n phuulo.n kii Daalii pe baa.nhe.n tumhaarii
hai.n KHaamosh jaaduu nigaahe.n tumhaarii
Tahir Faraz
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
terii aavaaz kaa jaaduu hai abhii mere liye
tere malbuus kii KHushbuu hai abhii mere liye
Parveen Shakir
Nazm
KHizr-e-rah
phir sulaa detii hai us ko hukmaraa.n kii saahirii
jaaduu-e-mahmuud kii taasiir se chashm-e-ayaaz
Allama Iqbal
Nazm
kya dhoka dene aaogi
ye tan kaa jhuuTaa jaaduu bhii
ye man kii jhuuTii KHushbuu bhii
Ibn e Insha
Nazm
o des se aane wale bata
aur pyaar kii baate.n hotii hai.n
vo husn ke jaaduu chalte hai.n
Akhtar Shirani
Nazm
apni malka-e-suKHan se
jaaduu hai terii saut kaa gul par hazaar par
jaise nasiim-e-sub.h kii rau juu-e-baar par
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
Guruub-e-mahr me.n ra.ngo.n kaa jaagtaa jaaduu
shafaq ke shiish-mahal me.n gudaaz-e-pinhaa.n se
Firaq Gorakhpuri
Nazm
chand nasihaten
KHush-mizaajii saa zamaane me.n ko.ii jaaduu nahii.n
har ko.ii tahsii.n kahe aisii tabii.at chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
kali diwar
yahii.n pe jaaduu-gar baiThaa jab kahii.n kii Dor hilaa.e
har bastii nagasaki hiroshima ban jaa.e
Ahmad Faraz
Nazm
sham
aasmaa.n aas liye hai ki ye jaaduu TuuTe
chup kii zanjiir kaTe, vaqt kaa daaman chhuuTe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadhi raat
jagaa rahaa hai ko.ii aadhii raat kaa jaaduu
chhalak rahii hai KHum-e-Gaib se sharaab-e-vajuud