SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaan-e-hayaat"
Ghazal MATCHES FOR "jaan-e-hayaat"
Ghazal
'hayaat' kaa dam-e-aaKHir nahii.n hai jaan-e-hayaat
ye faisle kii gha.Dii hai zaraa Thahar jaa.o
Hayat Amrohvi
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n tiraa 'ishq bhii ai jaan-e-'hayaat'
zaruur chho.D ke jaa.egaa ik nishaanii bhii
Danish Hayat
Ghazal
rah-e-hayaat me.n kaa.nTe bichhe.n ki phuul khile.n
ye shart hai tirii jaanib vo raasta jaa.e
Masooda Hayat
Ghazal
Qaisar hayat
Ghazal
Masooda Hayat
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
jin labo.n ne sii.nchaa hai tishnagii ke KHaaro.n ko
ab unhii.n ke hisse me.n jaam-e-kaamraanii hai
Hayat Warsi
Ghazal
mai.n kaise kartaa mukammal nuquush hastii ke
ruKH-e-‘hayaat’ badaltaa rahaa ufaq kii tarah
Hayat Warsi
Ghazal
sitam-zariifii-e-haalaat kaa karishma hai
bhaTakne vaale mujhe raaste bataate hai.n
Hayat Warsi
Ghazal
ai 'hayaat' apne hii ehsaas ne ba.Dhne na diyaa
kitnaa aasaan thaa girto.n ko kuchal kar jaanaa
Hayat Warsi
Ghazal
haa.n ai 'hayaat' ham ne zamaane ke dukh sahe
phir bhii hame.n kisii se shikaayat nahii.n rahii
Hayat Amrohvi
Ghazal
haa.n ai 'hayaat' ham ne zamaane ke dukh sahe
phir bhii hame.n kisii se shikaayat nahii.n rahii
Hayat Amrohvi
Ghazal
aaj kyuu.n aa ga.e tum dard kaa darmaa.n ban kar
jaam-e-furqat bhii mujhe chain se piine na diyaa
Masooda Hayat
Ghazal
tum se chho.Dii na ga.ii raah-e-vafaa phir bhii 'hayaat'
kitne be-dard mile kitne sitamgar nikle
Masooda Hayat
Ghazal
na raas aa.ii chaman-zaar kii fazaa mujh ko
mizaaj-e-barq ne be-ghar banaa diyaa mujh ko
Masooda Hayat
Ghazal
'hayaat' is liye nazm-e-kuhan ko to.D diyaa
ki aaj sirf isii me.n najaat apnii thii