SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaavedaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "jaavedaa.n"
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
us ke KHayaal kii numuud ahd-ba-ahd jaavedaa.n
bas ye kaho ki 'jaun' hai ye na kaho ki mar gayaa
Pirzada Qasim
Ghazal
'saaGar' jahaan-e-shauq me.n dekhii hai jaavedaa.n
ahl-e-nazar ke saamne tafsiire.n ishq kii
Saghar Siddiqui
Ghazal
vo zinda ham hai.n ki hai.n ruu-shanaas-e-KHalq ai KHizr
na tum ki chor bane umr-e-jaavedaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
Azhar Faragh
Ghazal
adam hayaat se pahle adam hayaat ke ba.ad
ye ek pal hai use jaavedaa.n banaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
maa.ngii na hogii KHizr ne yuu.n umr-e-jaavedaa.n
kyaa apnii maut maa.ngte hai.n iltijaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
kaTii hai umr bahaaro.n ke sog me.n 'amjad'
mirii lahad pe khile.n jaavedaa.n gulaab ke phuul
Majeed Amjad
Ghazal
tajsiim kar ki KHvaab kii duniyaa hai jaavedaa.n
tasliim kar ki aalam-e-faanii fareb hai
Shahid Zaki
Ghazal
jo samjhe KHizr to qaul-e-shahiid-e-ulfat ko
girah me.n baa.ndh rakkhe umr-e-jaavedaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
raahat-e-jaavedaa.n ko bhuul gayaa
ko.ii duniyaa me.n ye bhii kartaa hai