SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalne"
Ghazal MATCHES FOR "jalne"
Ghazal
parvaano.n ne faanuus ko dekhaa to ye bole
kyuu.n ham ko jalaate ho ki jalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zamii.n ne kar liyaa kyaa tiirgii se samjhautaa
KHayaal chho.D chuke kyaa charaaG jalne kaa
Shahryar
Ghazal
u.D gayaa to shaaKH kaa saaraa badan jalne lagaa
dhuup rakh lii thii parinde ne paro.n ke darmiyaa.n
Bashir Farooqi
Ghazal
silsila KHatm hu.aa jalne jalaane vaalaa
ab ko.ii KHvaab nahii.n nii.nd u.Daane vaalaa
Iqbal Ashhar
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
dil ke jalne kaa agar ab bhii ye andaaz rahaa
phir to ban jaa.e.nge ik din ye sharaare aa.nsuu
Hakeem Nasir
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
bayaan-e-sham.a hai haasil yahii hai jalne kaa
fanaa kii kaifiyate.n dekh jhilmilaane me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
na jalne paate the jis ke chuulhe bhii har savere
sunaa hai kal raat se vo bastii bhii jal rahii hai
Javed Akhtar
Ghazal
bha.Dke hai aatish-e-Gam manzuur hai jo tujh ko
jalne kaa aashiqo.n ke aa dekh ab tamaashaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hote hii shaam jalne lagaa yaad kaa alaa.o
aa.nsuu sunaane dukh kii kahaanii nikal pa.De
Iqbal Sajid
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
hijr kii tamaazat se vasl ke alaa.o tak
la.Dkiyo.n ke jalne me.n der kitnii lagtii hai