SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jalne"
Nazm
shikwa
naGme betaab hai.n taaro.n se nikalne ke liye
tuur muztar hai usii aag me.n jalne ke liye
Allama Iqbal
Sher
shab-e-visaal hai gul kar do in charaaGo.n ko
KHushii kii bazm me.n kyaa kaam jalne vaalo.n kaa
Dagh Dehlvi
Sher
apne jalne me.n kisii ko nahii.n karte hai.n shariik
raat ho jaa.e to ham sham.a bujhaa dete hai.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
parvaano.n ne faanuus ko dekhaa to ye bole
kyuu.n ham ko jalaate ho ki jalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jalne"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Sher
shaam hote hii charaaGo.n ko bujhaa detaa huu.n
dil hii kaafii hai tirii yaad me.n jalne ke liye
Unknown
Sher
shahr ke a.ndhere ko ik charaaG kaafii hai
sau charaaG jalte hai.n ik charaaG jalne se
Ehtisham Akhtar
Ghazal
zamii.n ne kar liyaa kyaa tiirgii se samjhautaa
KHayaal chho.D chuke kyaa charaaG jalne kaa
Shahryar
Ghazal
u.D gayaa to shaaKH kaa saaraa badan jalne lagaa
dhuup rakh lii thii parinde ne paro.n ke darmiyaa.n


