SEARCH RESULTS
Showing search results for "jamiila"
Ghazal MATCHES FOR "jamiila"
Ghazal
mar jaa.uu.n ai 'jamiila' agar ishq-e-Gaus me.n
mumkin nahii.n ki KHaak-e-lahad kiimiyaa na ho
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
nazar milaa ke nazar se giraa diyaa tum ne
mujhe bataa.o KHudaaraa ye kyaa kyaa tum ne
Jameela Khatoon Tasneem
Ghazal
tasviir-e-yaar dil me.n 'jamiila' liye raho
ka.abe me.n jaa ke aashiq-e-naashaad kyaa kare
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
KHaana-e-dil me.n 'jamiila' yahii us kii ulfat
yaas-o-armaan-o-tamannaa ko biThaa detii hai
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
baiTh kar kuucha-e-shah me.n ye 'jamiila' ne kahaa
Gaus kaafii hai tiraa saaya-e-diivaar mujhe
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
roz-e-ishrat me.n samajhtii huu.n 'jamiila' is ko
log kis vaaste Darte hai.n qayaamat kyaa hai
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
jo qaidii-e-mehan the 'jamiila' vo chal base
zindaa.n me.n ko.ii saahab-e-zindaa.n nahii.n rahaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
jazb-e-dil saath 'jamiila' kaa nahii.n chho.Degaa
Gam nahii.n KHizr rah-e-ishq me.n imdaad na kar
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
haa.e afsos 'jamiila' ye hu.aa haal tiraa
ab to dekhii nahii.n jaatii hai musiibat terii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
'jamiila' merii zabaa.n se na kuchh nikal jaa.e
vo mujh se puuchhte hai.n baar baar kaise ho
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
dil ko kyuu.n kar 'jamiila' mai.n phe.nkuu.n
kisii suurat judaa nahii.n hotaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
vahshat hai fuzuu.n dil kii tanhaa na chalaa jaa.e
laazim hai 'jamiila' ab sahraa ko nikal jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
kyaa bataa.uu.n tujhe 'jamiila' mai.n
aafat-e-jaa.n hai dil kaa aa jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
puuchhaa jo 'jamiila' se to vo mujh se ye bole
dil saa to ko.ii duusraa aivaa.n nahii.n dekhaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
she'r-go.ii nahii.n siikhii hai 'jamiila' mai.n ne
merii fitrat ne kiyaa saahab-e-diivaa.n mujh ko
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
nazar se shaiKH kii chhup kar chalaa huu.n piine ko
'jamiila' abr hai baarish hai aur havaa bhii hai