SEARCH RESULTS
Showing search results for "jamtaa"
Ghazal MATCHES FOR "jamtaa"
Ghazal
dam-ba-dam har baat me.n karte ho ThanDii garmiyaa.n
aap kii ukh.Dii hu.ii baato.n pe jamtaa kaun hai
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHuun jamtaa saa rag-o-pai me.n hu.e shal ehsaas
dekhe jaatii hai nazar haul tamaashaa kaisaa
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
sikka apnaa nahii.n jamtaa hai tumhaare dil par
naqsh aGyaar ke kis taur se jam jaate hai.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
jamtaa hai apne zikr se ab mahfilo.n kaa ra.ng
rahte hai.n apne ghar me.n magar jaa-ba-jaa hai.n ham
Safi Aurangabadi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
muntazir aa.nkho.n me.n jamtaa KHuu.n kaa dariyaa dekhte
tum nahii.n aate to saarii umr rasta dekhte
Rashid Aazar
Ghazal
jamtaa hii nahii.n nok-e-mizha par ko.ii aa.nsuu
kaa.nTe pe tule jo vo guhar Dhuu.nDh rahaa huu.n
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
jamtaa na mere naam pe tashkiik kaa Gubaar
taariiKH ke varaq hii kha.ngaale nahii.n ga.e