SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhi.dke"
Ghazal MATCHES FOR "jhi.dke"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ab to is raah se vo shaKHs guzartaa bhii nahii.n
ab kis ummiid pe darvaaze se jhaa.nke ko.ii
Parveen Shakir
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
is rang se jhamke hai palak par ki kahe tuu
Tuk.Daa hai miraa ashk aqiiq-e-jigarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tund jho.nke kii rago.n me.n ghol kar apnaa dhu.aa.n
ik diyaa andhii havaa ko KHud-shanaasii de gayaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
isii nadaamat se us ke ka.ndhe jhuke hu.e hai.n
ki ham chha.Dii kaa sahaaraa le kar kha.De hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
jo qurbato.n ke nashe the vo ab utarne lage
havaa chalii hai to jho.nke udaas karne lage
Ahmad Faraz
Ghazal
jho.nke kuchh aaise thapakte hai.n gulo.n ke ruKHsaar
jaise is baar to pat-jha.D se bachaa hii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
sar jhukaane ko hii sajda nahii.n kahte 'daanaa'
jis me.n dil bhii na jhuke aisii ibaadat mat kar
Abbas Dana
Ghazal
vo aastii.n hai ko.ii jo lahuu na de nikle
vo ko.ii husn hai jhijhke jo rang laane me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bujh ga.ii.n sham.e.n to dam to.D ga.e jho.nke bhii
jis tarah zahr-e-raqaabat se havaa zinda thii