SEARCH RESULTS
Showing search results for "jigar-soz"
Ghazal MATCHES FOR "jigar-soz"
Ghazal
Inayatullah Khan Soz
Ghazal
Jigar Barelvi
Ghazal
ashko.n se kabhii soz-e-jigar kam nahii.n hotaa
ye aag to paanii se bujhaa.ii nahii.n jaatii
Jigar Jalandhari
Ghazal
kyaa gardish-e-ayyaam hai ai aah-e-jigar-soz
ulTaa nazar aayaa tirii taasiir kaa naqsha
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
husn-e-aaraasta qudrat kaa atiyya hai magar
kyaa miraa ishq-e-jigar-soz KHudaa-daad nahii.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ab ruk nahii.n saktii hai 'muniir' aah-e-jigar-soz
dam ghuTne lagaa mu.nh se kaleja nikal aayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
haa.e us ashk-e-jigar-soz kii qismat 'faaruuq'
jis kii qismat na ho palko.n pe farozaa.n honaa
Bashir Farooq
Ghazal
soz-e-dil-o-jigar kii shiddat phir aaj-kal hai
phir pahlu.o.n ke takiye mash'al banaa diye hai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
merii nazar shu.aa jigar-soz-o-jaa.n-gudaaz
raushan dilo.n ke daaG hai.n merii nigaah se
Niyaz Haidar
Ghazal
bigaa.De.n charKH se ham 'aish' kis bharose par
na aah me.n hai na soz-e-dil-o-jigar me.n asar
Aish Dehlvi
Ghazal
bigaa.De.n charKH se ham 'aish' kis bharose par
na aah me.n hai na soz-e-dil-o-jigar me.n asar
Aish Dehlvi
Ghazal
zabaana-zan thaa jigar-soz tishnagii kaa azaab
so jauf-e-siina me.n dozaKH u.nDel lii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
shoKHii-e-husn jigar-soz kaa iimaa ye na thaa
big.Dii hai sham' kii mahfil me.n havaa aap hii aap
Murli Dhar Shad
Ghazal
soz-e-dil soz-e-jigar soz-e-alam paayaa hai
jo bhii paayaa hai tire 'ishq me.n kam paayaa hai
Paikar Jafari
Ghazal
dard-e-dil soz-e-jigar bhii rakhnaa
jis me.n saudaa ho vo sar bhii rakhnaa
Maqsood Ahmad Maqsood
Ghazal
ba.Dhaa hai soz-e-jigar ab madad ko aa.e ko.ii
Gazab kii aag lagii hai zaraa bujhaa.e ko.ii
Javed Lakhnvi
Ghazal
tishnagii dard thakan soz-e-jigar rakhtaa hai
ik musaafir ka.ii sauGaat-e-safar rakhtaa hai