SEARCH RESULTS
Showing search results for "jiye"
Ghazal MATCHES FOR "jiye"
Ghazal
ye na thii hamaarii qismat ki visaal-e-yaar hotaa
agar aur jiite rahte yahii intizaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dariyaa ho yaa pahaa.D ho Takraanaa chaahiye
jab tak na saa.ns TuuTe jiye jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
ishq kii qaid me.n ab tak to umiido.n pe jiye
miT ga.ii aas to zanjiir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
KHalq kahtii hai jise dil tire diivaane kaa
ek gosha hai ye duniyaa isii viiraane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
ham ne ik umr basar kii hai Gam-e-yaar ke saath
'miir' do din na jiye hijr ke aazaar ke saath
Ahmad Faraz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kaise jiite hai.n ye kis tarah jiye jaate hai.n
ahl-e-dil kii basar-auqaat pe ronaa aayaa
Saifuddin Saif
Ghazal
be-kaif dil hai aur jiye jaa rahaa huu.n mai.n
KHaalii hai shiisha aur piye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ham to ik din na jiye apnii KHushii se ai dil
aur ho.nge tire ehsaan uThaane vaale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
chhurii par chhurii khaa.e jaa.e hai kab se
aur ab tak jiye hai karaamat kare hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
kis liye jiite hai.n ham kis ke liye jiite hai.n
baarhaa aise savaalaat pe ronaa aayaa