SEARCH RESULTS
Showing search results for "jiye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jiye"
Ghazal
ye na thii hamaarii qismat ki visaal-e-yaar hotaa
agar aur jiite rahte yahii intizaar hotaa
Mirza Ghalib
Nazm
chand roz aur meri jaan
apnii himmat hai ki ham phir bhii jiye jaate hai.n
zindagii kyaa kisii muflis kii qabaa hai jis me.n
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "jiye"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jiye"
Sher
har nafas umr-e-guzishta kii hai mayyat 'faanii'
zindagii naam hai mar mar ke jiye jaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
ishq kii qaid me.n ab tak to umiido.n pe jiye
miT ga.ii aas to zanjiir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Sher
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
ki KHushii se mar na jaate agar e'tibaar hotaa
Mirza Ghalib
Qita
na mu.nh chhupaa ke jiye ham na sar jhukaa ke jiye
sitamgaro.n kii nazar se nazar milaa ke jiye
Sahir Ludhianvi
Ghazal
KHalq kahtii hai jise dil tire diivaane kaa
ek gosha hai ye duniyaa isii viiraane kaa