SEARCH RESULTS
Showing search results for "jugnu.o.n"
Ghazal MATCHES FOR "jugnu.o.n"
Ghazal
sunaa hai din ko use titliyaa.n sataatii hai.n
sunaa hai raat ko jugnuu Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jugnu.o.n ko saath le kar raat raushan kiijiye
raasta suuraj kaa dekhaa to sahar ho jaa.egii
Rahat Indori
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
ye jugnu.o.n se bharaa aasmaa.n jahaa.n tak hai
vahaa.n talak tirii nazro.n kaa iqtidaar chale
Aalok Shrivastav
Ghazal
Abdul Mannan Samadi
Ghazal
a.ndherii aur akelii raat aur dil aur yaade.n
ye jangal jugnu.o.n kaa pairahan pahne hu.e hai
Ahmad Faraz
Ghazal
bichha.D ke tum se ka.ii bichh.De log yaad aa.e
diyaa bujhaa to inhii.n jugnu.o.n se kaam liyaa
Balmohan panday
Ghazal
kyaa bahut zaruurii hai saarii baat kah Daale.n
jugnu.o.n se kuchh lamhe darmiyaan rahne do
Azra Naqvi
Ghazal
Charan Singh Bashar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Anjum Irfani
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
jugnu.o.n kaa to ko.ii kaam ujaalo.n me.n nahii.n
in se raushan shab-e-zulmaat kabhii to hogii
Nadim Nadeem
Ghazal
mere qisse me.n achaanak jugnu.o.n kaa zikr aayaa
aasmaa.n par mere hisse ke sitaare jal rahe hai.n