SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaalaa"
Ghazal MATCHES FOR "kaalaa"
Ghazal
bijlii kaa qumquma na ho kaalaa dhu.aa.n to ho
ye bhii agar nahii.n ho to bujh jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
abhii to sub.h ke maathe kaa rang kaalaa hai
abhii fareb na khaa.o ba.Daa a.ndheraa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
jab mai.n sunaa ki yaar kaa dil mujh se haT gayaa
sunte hii is ke meraa kaleja ulaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ba.Daa shor sunte the pahluu me.n dil kaa
jo chiiraa to ik qatra-e-KHuu.n na niklaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ujlaa tiraa bartan hai aur saaf tiraa paanii
ik umr kaa pyaasaa huu.n mujh ko bhii pilaa paanii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
raushnii phailii to sab kaa rang kaalaa ho gayaa
kuchh diye aise jale har-suu a.ndheraa ho gayaa
Azad Gulati
Ghazal
udaas rahnaa bhii ek kalaa hai udaas rahiye
kisii kisii ko ye fan milaa hai udaas rahiye
Balmohan panday
Ghazal
Kunwar Bechain
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo kaalaa chor hai KHaal-e-ruKH-e-yaar
ki sau aa.nkho.n me.n dil ho to churaa le
Meer Taqi Meer
Ghazal
yahaa.n suuraj bhii kaalaa pa.D gayaa hai
kahii.n se din bhii ma.ngvaanaa pa.Degaa
Fazl Tabish
Ghazal
nahii.n ma.aluum jiine kaa hunar kaisaa rakhaa hai
hame.n haalaat ne jaise rakhaa zinda rakhaa hai
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
kisii faasiq ke tuu mu.nh ko na karegii kaalaa
kyuu.n siyaahii ye shab-e-taar liye phirtii hai