SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaarsaaz"
Ghazal MATCHES FOR "kaarsaaz"
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
us kii big.Dii bane na kyuu.n ai ishq
jis kaa tuu kaarsaaz ho jaa.e
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
hamdard ho.n Gayuur ho.n aur pur-KHuluus ho.n
ai kaarsaaz bahno.n ko ab aise bhaa.ii de
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
Akram Naqqash
Ghazal
kuchh to inaayate.n hai.n mire kaarsaaz kii
aur kuchh mire mizaaj ne tanhaa kiyaa mujhe
Akram Naqqash
Ghazal
aadil bhii ho rahiim bhii ho kaarsaaz bhii
sab kuchh to ho magar zaraa ham se nazar mile
Hari Chand Akhtar
Ghazal
nigaah-e-naaz tirii jab se kaarsaaz nahii.n
jigar me.n dard nahii.n qalb me.n gudaaz nahii.n
Bismil Saeedi
Ghazal
tanhaa tiraa KHudaa nahii.n ai aashnaa-e-raaz
teraa bhii kaarsaaz hai meraa bhii kaarsaaz
Matin Niazi
Ghazal
us anjuman me.n baat nahii.n ban sakii magar
allaah ko sunaa hai ba.Daa kaarsaaz hai
Muzaffar Hanfi
Ghazal
shikva-e-gardish-e-taqdiir se kyaa hotaa hai
kaarsaaz ahl-e-mohabbat kaa KHudaa hotaa hai
Sardar Khan Soz
Ghazal
KHudaa-e-kaar-saaz ke karam se 'shaad'-aarfii
kabhii mujhe saliiqa-e-savaal hii nahii.n rahaa
Shaad Aarfi
Ghazal
kartaa huu.n be-naqaab ruKH-e-raushan-e-hayaat
parda-kushaa-e-raaz Gazal kah rahaa huu.n mai.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
ab nahii.n vaqf-e-intizaar raat ko mil gayaa nigaar
meraa kariim-e-kaar-saaz ho gayaa pardaar-e-shab
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
jab se yaqii.n hu.aa hai vahii kaarsaaz hai.n
ab apnaa haal kahte nahii.n har kisii se ham
Aziz Warsi
Ghazal
mai.n maantaa bhii nahii.n ko.ii kaarsaaz bhii hai
magar zamii.n pe bahut se KHudaa banaataa huu.n
Yashab Tamanna
Ghazal
ba.Daa Gariib-navaaz aur kaarsaaz hai tuu
hamaarii big.Dii bhii ai zul-jalaal ban ke rahe