SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaarsaaz"
Nazm MATCHES FOR "kaarsaaz"
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
saakinaan-e-arsh-e-aazam kii tamannaa.o.n kaa KHuu.n
is kii barbaadii pe aaj aamaada hai vo kaarsaaz
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq kii mastii se hai paikar-e-gil taabnaak
ishq hai sahbaa-e-KHaam ishq hai kaas-ul-karaam
Allama Iqbal
Nazm
ramaen ka ek sin
duniyaa kaa ho gayaa hai ye kaisaa lahuu sapiid
andhaa kiye hu.e hai zar-o-maal kii umiid
Chakbast Braj Narayan
Nazm
apni malka-e-suKHan se
aa kar tirii janaab me.n ai kaar-saaz-e-nuur
palko.n me.n mu.nh chhupaate hai.n jhe.npe hu.e Guruur
Josh Malihabadi
Nazm
nashat-e-umid
ai mirii ummiid merii jaa.n-navaaz
ai mirii dil-soz merii kaarsaaz
Altaf Hussain Hali
Nazm
hua hai dil ka taqaza
na kaarsaaz KHirad hai na hashr-KHez junuu.n
mai.n ek na.at kahuu.n sochtaa huu.n kaise kahuu.n
Naim Siddiqi
Nazm
main jagta hun
ko.ii shikan mire maazii kii aks ho shaayad
mai.n apnaa ek sitam kaarsaaz karne ko
Sohan Rahi
Nazm
samundar
hai samundar diid me.n terii fusuu.n-kaarii bahut
dekhne vaalo.n kii kartaa hai to dildaarii bahut
Salman Ghazi
Nazm
shikwa
tuu hii kah de ki ukhaa.Daa dar-e-KHaibar kis ne
shahr qaisar kaa jo thaa us ko kiyaa sar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq ye kaisaa rog lagaa jiite hai.n na zaalim marte hai.n
ye zulm tuu ai jallaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
koi ye kaise batae
is luTe ghar pe diyaa kartaa hai dastak ko.ii
aas jo TuuT ga.ii phir se ba.ndhaataa kyuu.n hai
Kaifi Azmi
Nazm
bachche ki dua
ho miraa kaam Gariibo.n kii himaayat karnaa
dard-mando.n se za.iifo.n se mohabbat karnaa
Allama Iqbal
Nazm
andesha
chaahe kuchh bhii ho savaalaat na karnaa un se
mere baare me.n ko.ii baat na karnaa un se