SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalang"
Ghazal MATCHES FOR "kalang"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ho ga.e qallaash jab se aas kii daulat luTii
paas apne aur to ko.ii bhii sarmaaya na thaa
Qateel Shifai
Ghazal
ye hai KHulaasa-e-ilm-e-qalandarii ki hayaat
KHada.ng-e-jasta hai lekin kamaa.n se duur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
dekhaa hai said-gaa me.n tire said kaa jigar
baa-aa.nki chhin rahaa thaa pe zauq-e-KHada.ng thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
pa.ndrah minute se Dhuu.nD rahaa hai na jaane kyaa
Daale hu.e hai haath ko qallaash jeb me.n
Amir Ameer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
duniyaa kii nafrate.n mujhe qallaash kar ga.ii.n
ik pyaar kii nazar mire kaase me.n Daaliye
Qateel Shifai
Ghazal
KHada.ng-e-yaar ke hamraah niklii jaan siine se
yahii armaan ik muddat se jii me.n thaa nikal aayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
vo aah-e-dil jise sun sun ke aap ha.nste the
KHada.ng-e-naaz kaa aaKHir javaab ho ke rahii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
filhaal dil pe dil to liye jaa rahe ho tum
aur jo hisaab bhuul gayaa kal-kalaan ko
Ahmad Javaid
Ghazal
paikaan-e-KHada.ng us kaa yuu.n siine ke uudhar hai
jo.n maar-e-siyah ko.ii kaa.Dhe hu.e phan baiThe
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye to kal-yug hai kharaa is me.n nahii.n hai.n ko.ii
mujh ko shikva nahii.n sikke mire khoTe nikle
Aatish Indori
Ghazal
lage KHada.ng jab us naala-e-sahar kaa saa
falak kaa haal na ho kyaa mire jigar kaa saa
Momin Khan Momin
Ghazal
milaa na jab ko.ii autaar mujh ko kal-yug me.n
na.e janam kii tamannaa me.n KHud-kushii kar lii
Seen Sheen Alam
Ghazal
hazaaro.n loT ga.e kal uThii jo vo chilman
KHada.ng muu-e-mizha barchhiyaa.n nigaahe.n thii.n
Ameer Minai
Ghazal
KHada.ng-e-yaar mire dil se kis tarah nikle
ki us ke saath hai ai 'zauq' merii jaan lagii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
barsii thii ek Gam kii ghaTaa is dayaar me.n
chehro.n kaa dhul rahaa thaa kalaf dekhte rahe
Shahid Meer
Ghazal
sab ek rang me.n hai.n mai-kade ke KHurd o kalaa.n
yahaa.n tafaavut-e-piir-o-javaa.n nahii.n hotaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
Sameena Aslam Sameena
Ghazal
kam-zarf ne kalaf kaa pahan kar libaas kyo.n
da.avaa kiyaa ki raunaq-e-baazaar mai.n bhii huu.n