SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaleem aajiz"
Ghazal MATCHES FOR "kaleem aajiz"
Ghazal
ye samundar hai kinaare hii kinaare jaa.o
ishq har shaKHs ke bas kaa nahii.n pyaare jaa.o
Kaleem Aajiz
Ghazal
mere hii lahuu par guzar-auqaat karo ho
mujh se hii amiiro.n kii tarah baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
mai.n ro.uu.n huu.n ronaa mujhe bhaa.e hai
kisii kaa bhalaa is me.n kyaa jaa.e hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
ba.Dii talab thii ba.Daa intizaar dekho to
bahaar laa.ii hai kaisii bahaar dekho to
Kaleem Aajiz
Ghazal
bayaa.n jab 'kaliim' apnii haalat kare hai
Gazal kyaa pa.Dhe hai qayaamat kare hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
zaKHmo.n ke na.e phuul khilaane ke liye aa
phir mausam-e-gul yaad dilaane ke liye aa
Kaleem Aajiz
Ghazal
har choT pe puuchhe hai bataa yaad rahegii
ham ko ye zamaane kii adaa yaad rahegii
Kaleem Aajiz
Ghazal
dha.Daktaa jaataa hai dil muskuraane vaalo.n kaa
uThaa nahii.n hai abhii e'tibaar naalo.n kaa
Kaleem Aajiz
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
tujhe 'kaliim' ko.ii kaise KHush-kalaam kahe
jo din ko raat bataa.e sahar ko shaam kahe