SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaliimii"
Ghazal MATCHES FOR "kaliimii"
Ghazal
rishii ke faaqo.n se TuuTaa na barhaman kaa tilism
asaa na ho to kaliimii hai kaar-e-be-buniyaad
Allama Iqbal
Ghazal
niil ke paaniyo raste me.n na haa.il honaa
kyaa pata zarb-e-kaliimii se Thikaane lag jaa.o
Kausar Mazhari
Ghazal
ik asaa paas na ho zo.am-e-kaliimii bhii ho
aisaa lagtaa hai ki ye kaar-e-ajab bhii hogaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
phir zarb-e-kaliimii se larzaa.n ho.n sanam-KHaane
kaashaana-e-vahdat me.n phir aaj charaaGaa.n ho
Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
hai aashiqii me.n rasm alag sab se baiThnaa
but-KHaana bhii haram bhii kaliisaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
itnaa maanuus huu.n fitrat se kalii jab chaTkii
jhuk ke mai.n ne ye kahaa mujh se kuchh irshaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mere hii lahuu par guzar-auqaat karo ho
mujh se hii amiiro.n kii tarah baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
chhupaayaa husn ko apne kaliim-ullaah se jis ne
vahii naaz-aafrii.n hai jalva-pairaa naazniino.n me.n
Allama Iqbal
Ghazal
Gulzar
Ghazal
vo shoKH sitamgar to sitam Dhaa.e chale hai
tum ho ki 'kaliim' apnii Gazal gaa.e chalo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
kabhii jo talKH-kalaamii thii vo bhii KHatm hu.ii
kabhii gila thaa hame.n un se ab gila bhii nahii.n
Javed Akhtar
Ghazal
ye bajaa kalii ne khil kar kiyaa gulsitaa.n mo.attar
agar aap muskuraate to kuchh aur baat hotii