SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamlii"
Ghazal MATCHES FOR "kamlii"
Ghazal
ai dost mujhe gardish-e-haalaat ne gheraa
tuu zulf kii kamlii me.n chhupaane ke liye aa
Hasrat Jaipuri
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
اے باد صبا! کملي والے سے جا کہيو پيغام مرا
قبضے سے امت بيچاري کے ديں بھي گيا، دنيا بھي گئي
Allama Iqbal
Ghazal
Zafar Ali Khan
Ghazal
Khalid Ahmad
Ghazal
daulat-e-faqr ho ai mun.imo aur kamlii ho
faKHr kyaa hai jo do-shaala hu.aa ruumaal hu.aa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
kamlii ko apnaa taan ke soyaa faqiir mast
kyaa pashm thaa amiiro.n kaa jo shaamiyaana thaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Gubaar-e-Gam hai shab-e-hijr aur mai.n kamlii
firaaq-e-yaar bhii kyaa kyaa adaa.e.n detaa hai
Rabia Basri
Ghazal
mujh divaane kii nazar me.n ai parii
taash aur kamKHaab hai kamlii tarah
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
ek duniyaa hu.ii aaKHir ko munavvar 'qaisar'
kamlii vaale ke madiine se ziyaa niklii hai
Qaisar Azeez
Ghazal
faqiir ban nahii.n saktaa to o.Dh kar kamlii
KHudii ko dil se miTaa nafs ko kuchal baabaa
Ahmer Jalesari
Ghazal
faqiir-e-mast tire haal-e-vasl kyaa jaane.n
ki o.Dhe baiThe hai.n kamlii shab-e-judaa.ii kii
Ashique Akbarabadi
Ghazal
shaal-e-shaahii se ziyaada hai mujhe kamlii-e-faqr
jaantaa pashm baraabar huu.n mai.n pashmiine ko