SEARCH RESULTS
Showing search results for "kankar"
Ghazal MATCHES FOR "kankar"
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
hairaa.n hai ka.ii roz se Thahraa hu.aa paanii
taalaab me.n ab kyuu.n ko.ii kankar nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
Salaam Najmi
Ghazal
vajuud us kaa kabhii bhii na luqma-e-tar thaa
vo har nivaale me.n daa.nto.n ke biich kankar thaa
Zaheer Siddiqui
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
dariyaa kaa intiqaam Dubo de na ghar tiraa
saahil se roz roz na kankar uThaa ke laa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
ham zaat ke kankar hai.n pe hiire kii tarah hai.n
ham bujh ke bhii manzar me.n savere kii tarah hai.n
Riyaz Saghar
Ghazal
lahre.n kyo.n saakit-o-KHamosh hai.n sochaa jaa.e
phir munaasib ho to kankar ko.ii phe.nkaa jaa.e
Mohammad Khan Sajid
Ghazal
KHaamosh jhiil me.n ko.ii kankar giraa nahii.n
lahro.n kaa zindagii me.n mirii silsila nahii.n
Adil Hayat
Ghazal
yaad guzre hu.e lamho.n kii sazaa ho jaise
pur-sukuu.n jhiil me.n kankar saa giraa ho jaise