SEARCH RESULTS
Showing search results for "karaa"
Ghazal MATCHES FOR "karaa"
Ghazal
KHudii me.n Duubte hai.n phir ubhar bhii aate hai.n
magar ye hausla-e-mard-e-hech-kaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Ziya Mazkoor
Ghazal
ma.ashuuq ne karaa dii kyaa sulh aashiqo.n me.n
saare raqiib aa.e aur yaar ho ke nikle
Farhat Ehsas
Ghazal
du.aa.e.n yaad karaa dii ga.ii thii.n bachpan me.n
so zaKHm khaate rahe aur du.aa diye ga.e ham
Iftikhar Arif
Ghazal
zaraa zaraa sii ka.ii kashtiyaa.n banaa lenaa
vo ab ke aa.e to bachpan rafuu karaa lenaa
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
pa.Dhiye sabaq yahii hai vafaa kii kitaab kaa
kaa.nTe karaa rahe hai.n ta.aaruf gulaab kaa
Azhar Nawaz
Ghazal
saahab aaj to apnaa kaam karaa ke jaa.e.nge ham
saarii sharte.n puurii hai.n phir kaisii der lagegii
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
tirii talab kaa faasla KHalish ne tai karaa diyaa
suluuk ke baGair bhii lihaaz ke baGair bhii
Javed Saba
Ghazal
tuu jis ke tasavvur me.n milaa kartaa hai mujh se
us shaKHs se merii bhii mulaaqaat karaa de
Shahid Kabir
Ghazal
Badr Muneer
Ghazal
us ke aage baat bhii karnaa mushkil hai
ho.nTo.n par bhii mohr lagaa dii zaalim ne