SEARCH RESULTS
Showing search results for "karishma-saaz"
Ghazal MATCHES FOR "karishma-saaz"
Ghazal
shifaa maujuud thii us kii nazar me.n har maraz kii so
karishma-saaz ham ko dekh le biimaar kahte the
Siddharth Saaz
Ghazal
Abid Nami
Ghazal
karishmaa-saaz-e-azal kyaa tilism baa.ndhaa hai
pariida rang hai har naqsh phir bhii pyaaraa hai
Mahmood Ayaz
Ghazal
karishma-saaz-o-saraapaa-bahaar hai ki nahii.n
shabaab-o-husn-e-Gazal baa-vaqaar hai ki nahii.n
Naim Hamid Ali
Ghazal
karishma-saaz-o-saraapaa-bahaar hai ki nahii.n
shabaab-o-husn-e-Gazal baa-vaqaar hai ki nahii.n
Naim Hamid Ali
Ghazal
ishq-e-be-parvaa bhii ab kuchh naa-shakebaa ho chalaa
shoKHii-e-husn-e-karishma-saaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
sho.ale saa rang kyaa hai vo husn-e-karishma-saaz
hai.n kashmakash me.n dekhne vaale pa.De hu.e
Hosh Tirmizi
Ghazal
KHirad kaa naam junuu.n pa.D gayaa junuu.n kaa KHirad
jo chaahe aap kaa husn-e-karishma-saaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
husn-e-karishma-saaz kaa ye bhii kamaal dekh
patthar ko chhuu ke haath se laala banaa diyaa
Mohammad Ismail Shadan
Ghazal
muntazir hai ik jahaa.n husn-e-karishma-saaz kaa
ab uThaa bhii diijiye parda hariim-e-naaz kaa
Muslim Maleganwi
Ghazal
rah-e-vafaa me.n tamannaa-e-iltifaat hai kufr
jo jii me.n aa.e vo husn-e-karishma-saaz kare
Ashraf Rafi
Ghazal
maah-o-anjum me.n bhii us kaa husn jalva-rez hai
aaftaab ik aks hai husn-e-karishma-saaz kaa
Nazeer Rampuri
Ghazal
un kii karishma-saaz nigaaho.n kii baKHshishe.n
kaafii thaa ek phuul magar de diyaa chaman
Shariq Balyavi
Ghazal
karishma-saaz kabhii sub.h kii safedii me.n
dar-e-shafaq se ko.ii rang to nayaa nikle
Shahnawaz Ahmad
Ghazal
Maseehullah Khan Ataa
Ghazal
shaam kii dahliiz par girte hu.e KHurshiid ko
tuu karishma-saaz hai to kal sahar tak Taal de