SEARCH RESULTS
Showing search results for "karo.D"
Ghazal MATCHES FOR "karo.D"
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mumkin nahii.n hai ye ki bhare kaasa-e-tama.a
din me.n karo.D ghar jo phiraa de gadaa-e-hirs
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
milii nigaah to ik pal me.n ham pe guzraa hai
karo.D qurbato.n laakho.n qaraar kaa mausam
Shaziya Akbar
Ghazal
daulat dene se 'izzat bachtii hai to kar himmat
saamne rakh de ek karo.D varna phir pachhtaa.egaa
Aziz Ansari
Ghazal
kyaa dikhaa saktaa hai ko.ii mo.ajize assii karo.D
kyaa kabhii hal ho sake.nge mas.ale assii karo.D
Kazim Jarwali
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
kare jo ek bhii nekii to us ke khaate me.n
ham apnii nekiyaa.n laakho.n karo.D Daalte hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
ko.ii hamaarii tarah shaam-e-Gam jale to sahii
'siraaj' jaan to sad.haa karo.D dete hai.n
Siraj Azmi
Ghazal
masnad pe tum balaa se raho ham zamiin pe
ham kau.Diyo.n ke daam sahii tum karo.D ke
Syed Sabahat Wasti
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
bhiigii hai raat 'faiz' Gazal ibtidaa karo
vaqt-e-sarod dard kaa hangaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
aashiqii me.n 'miir' jaise KHvaab mat dekhaa karo
baavle ho jaa.oge mahtaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
'kaif' pardes me.n mat yaad karo apnaa makaa.n
ab ke baarish ne use to.D giraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Ghazal
duur rah kar na karo baat qariib aa jaa.o
yaad rah jaa.egii ye raat qariib aa jaa.o
Sahir Ludhianvi
Ghazal
raqs-e-mai tez karo saaz kii lai tez karo
suu-e-mai-KHaana safiiraan-e-haram aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aise ha.ns ha.ns ke na dekhaa karo sab kii jaanib
log aisii hii adaa.o.n pe fidaa hote hai.n