SEARCH RESULTS
Showing search results for "kasal"
Ghazal MATCHES FOR "kasal"
Ghazal
bas ho chukaa bayaa.n kasal-o-ranj-e-raah kaa
KHat kaa mire javaab hai ai naama-bar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
tuul-e-maraz ne un ko kasal-mand kar diyaa
tiimaar-daar baiThe hai.n biimaar kii tarah
Charkh Chinioti
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
tere visaal ke liye apne kamaal ke liye
haalat-e-dil ki thii KHaraab aur KHaraab kii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
mumkina faislo.n me.n ek hijr kaa faisla bhii thaa
ham ne to ek baat kii us ne kamaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
tark-e-ulfat kii qasam bhii ko.ii hotii hai qasam
tuu kabhii yaad to kar bhuulne vaale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
husn-e-mah garche ba-ha.ngaam-e-kamaal achchhaa hai
us se meraa mah-e-KHurshiid-jamaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kamaal-e-zabt ko KHud bhii to aazmaa.uu.ngii
mai.n apne haath se us kii dulhan sajaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
vaa.iz kamaal-e-tark se miltii hai yaa.n muraad
duniyaa jo chho.D dii hai to uqbaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
tum hathelii ko mire pyaar kii meh.ndii se ra.ngo
apnii aa.nkho.n me.n mire naam kaa kaajal kar do
Wasi Shah
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
mujhe vo chho.D gayaa ye kamaal hai us kaa
iraada mai.n ne kiyaa thaa ki chho.D duu.ngaa use