SEARCH RESULTS
Showing search results for "kase-kasaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "kase-kasaa.e"
Ghazal
lagii-lagaa.ii hu.ii lat cha.Dhaa-cha.Dhaayaa nasha
khule khule hu.e daaman kase kase hu.e dost
Fatima Mehru
Ghazal
jis ke kaase me.n anaa hai ko.ii taKHliiq nahii.n
us ko har lafz me.n ik kaasa-e-sar miltaa hai
Iqbal Mateen
Ghazal
mirii shikast tiraa imtihaa.n na ban jaa.e
anaa supurd kare kaasa-e-gadaa.ii bhii de
Qaisarul Jafri
Ghazal
vo merii jild kii suurat ma.Dhaa hu.aa mujh par
kasaa kasaa vo mire jism par Gilaaf badan
Mehshar Afridi
Ghazal
us duudh kaa KHudaa kare kaasa hame.n nasiib
jannat me.n panj-tan kii jo bahtii hai juu-e-shiir
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
thaa shab kise kasaa.e teG-e-kashiida-kaf me.n
par mai.n ne bhii baGal baGal be-iKHtiyaar khii.nchaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek din ye kaasa-e-harf-e-du'aa bhar jaa.egaa
yaa achaanak hii du'aa se dil miraa bhar jaa.egaa
Kashif Husain Ghair
Ghazal
kaasa-e-fikr me.n rakhtaa huu.n mai.n daulat apnii
muflisii me.n bhii badaltii nahii.n aadat apnii
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
uThaa ke kaasa-e-kaun-o-makaa.n savaal kiyaa
is ek baat pe tuu ne sab ishti'aal kiyaa
Usman Alvi
Ghazal
lagaa hai aisaa ko.ii kaasa-e-savaalii ho.n
ye aa.nkh jaise mirii raushnii se KHaalii ho.n
Musavvir Sabzwari
Ghazal
dekhaa hai ki khulte nahii.n dil ahl-e-duval ke
bhartaa nahii.n mu.nh kaasa-e-daryuuza-garii kaa
Nazar Lakhnawi
Ghazal
vaa.n us ne jaam-e-mai diye Gairo.n ko aur yaa.n
chhalkaa kiyaa hai kaasa-e-chashm-e-pur-aab-e-shab