SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashish-e-dil"
Ghazal MATCHES FOR "kashish-e-dil"
Ghazal
hai be-asar aisii hii jo apnii kashish-e-dil
jii le hii ke chho.Degii ye ik din KHalish-e-dil
Qayem Chaandpuri
Ghazal
manzuur shahr-e-dil me.n basaanaa nahii.n agar
phir vo jagah bataa do ye 'aashiq jahaa.n rahe
Kashish Sandelvi
Ghazal
raah-e-haq me.n jo har ik chiiz luTaataa hai 'kashish'
us kii jholii ko KHudaa Gaib se bhar detaa hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
ghar aa.e saare din kii thakan le ke ai 'kashish'
bachcho.n ko dekhte hii na.ii taazgii milii
Kashish Sandelvi
Ghazal
'kashish' ke sar pe thaa jab vaaldain kaa saaya
kabhii bhii un kii du'aa be-asar nahii.n aa.ii
Kashish Sandelvi
Ghazal
sunaa hai qissa-e-Gam jis ne royaa hai paiham
'ajiib dard 'kashish' terii daastaan me.n hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
jo na aa.e the pahle tasavvur me.n bhii
ai 'kashish' aaj vo mere ghar aa ga.e
Kashish Sandelvi
Ghazal
shaayad ki mere she'ro.n me.n kuchh baat hai 'kashish'
pahchaan.ne lage hai.n ab ahl-e-nazar mujhe
Kashish Sandelvi
Ghazal
mirii nazar me.n ye tauhiin-e-'aashiqii kii hai
nahii.n hai pyaar to kyo.n us ne dil-lagii kii hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
jis kii nazro.n ne lagaa.ii hai ye aatish dil me.n
yaad bhii us kii hame.n baad-e-sabaa lagtii hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
Niddhi Gupta Kashish
Ghazal
niklii hai qaid-e-ashk se muddat me.n ye 'kashish'
is marhale ke baa'd zamaane badal ga.e
Niddhi Gupta Kashish
Ghazal
Niddhi Gupta Kashish
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' bahut KHaraab hai.n haalaat shahr ke
yaa.n jis kisii se baat karo muKHtasar karo