SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashmakash-e-intizaar"
Ghazal MATCHES FOR "kashmakash-e-intizaar"
Ghazal
asiir-e-kashmakash-e-intizaar ham bhii hai.n
tirii nigaah ke ummiid-vaar ham bhii hai.n
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
mohlat kuchh aur kashmakash-e-intizaar de
aa jaa.e kuchh KHayaal use kyaa ajab kabhii
Bashir Zaidi Aseer
Ghazal
Intizar Ghazipuri
Ghazal
Intizar Ghazipuri
Ghazal
kyaa tujh ko KHauf hashr me.n purshish kaa 'intizaar'
teraa to hashr hogaa muhibb-e-'alii' ke saath
Intizar Ghazipuri
Ghazal
imroz-e-intizaar kaa fardaa to kal bhii hai
andoh-e-imshabii kaa saveraa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
na is ke saath hamaaraa bhii mol hone lage
hai.n kashmakash me.n ki musht-e-guhar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
fareb-KHurda-e-paimaan-e-yaar honaa thaa
rahiin-e-kashmakash-e-intizaar honaa thaa
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
phir mahv-e-intizaar hai.n taaza qayaamate.n
phir bas rahe hai.n shahr-e-nigaaraa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
maut kii takliif se bad-tar hai ranj-e-intizaar
paasdaarii vaqt kii tum bhii karo ham bhii kare.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
tiir-e-nazar ne aap kii ghaa.il kiyaa mujhe
phir shauq-e-intizaar ne paagal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ham aise gum the masaa.il me.n dhyaan hii na rahaa
vo aa gayaa to lagaa us kaa intizaar bhii thaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
aaKHirii dam intizaar ab kyaa kisii kaa ai 'naresh'
ab ko.ii aa.e na aa.e dam nikal jaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
va.ada kar ke bhii na tum aa.o tumhaaraa iKHtiyaar
ham kare.nge raat-din phir bhii tumhaaraa intizaar
Naresh M. A
Ghazal
ab kis ke intizaar me.n baiThe ho tum 'shakiil'
jo shaKHs aane vaalaa thaa aa kar chalaa gayaa